Kamal Ka Alekhan Aayat Mein / Saliqa ishq mein mera bade kamal ka tha ki ikhtiyar bhi dil par ajab misal ka tha mohabbaton mein main qail thi lab na khulne ki jawab warna mere pas har sawal ka tha darakht jad se ukhadne ke mausamon mein bhi hawa ka pyar shajar se ajab kamal ka tha